PIYA MILENGE LYRICS - Raanjhanaa

23:30 0 Comments A+ a-

PIYA MILENGE LYRICS - Raanjhanaa
PIYA MILENGE LYRICS - Raanjhanaa PIYA MILENGE Raanjhanaa Movie this new song sung by Sukhwinder Singh, composed by AR Rahman with lyrics by Irshad Kamil

Jisko dhoondhe bahar bahar,
Woh baitha hai bheetar chhup ke,
Tere andar ek samandar,
Kyun dhoondhe tubke tubke...!
Jisko dhoondhe bahar bahar,
Woh baitha hai bheetar chhup ke,
Tere andar ek samandar,
Kyun dhoondhe tubke tubke...!

Akal ke parde peeche kar de,
Ghoonghat ke pat khol de,
Tohe piya, piya,
Tohe piya milenge, milenge, 

Jisko dhoondhe bahar bahar,
Woh baitha hai bheetar chhup ke,
Tere andar ek samandar,
Kyun dhoondhe tubke tubke...!

Akal ke parde peeche kar de,
Ghoonghat ke pat khol de,
Tohe piya, piya,
Tohe piya milenge, milenge, 

Paake khona, kho ke paana, 
Hota aaya re,
Paake khona, kho ke paana, 
Hota aaya re,
Sang saathi saa hai woh toh 
Woh hai saaya re,

Daga tune ki na bas jee se jee mere,
Bone seene mein ho ,
Tere dheeme dheeme re,

Tohe piya milenge, 
Milenge, milenge..

Jisko dhoondhe bahar bahar,
Woh baitha hai bheetar chhup ke,
Tere andar ek samandar,
Kyun dhoondhe tubke tubke...!

Vasl wallah ilahi illallah
Vasl muhammad dar rasool allah

Jo hai dekha, wohi dekha 
To kya dekha hai
Dekho woh jo auron ne 
Naa kabhi dekha hai...2x

Naino se na aisa kuch 
Dekha jo hota hai
Naina meecho to woh 
Sab dikh jaata hai
Tohe piya milenge, milenge, milenge...

Ussi ko paana, ussi ko chhoona
Kahin pe woh na, kahin pe tu na
Ussi ko paana, ussi ko chhoona
Kahin pe wo na, kahin pe tu na
Jahaan pe wo na, wahaan pe soona
Yahaan pe soona...

Tohe piya milenge, 
Piya milenge, milenge...!