Aa rela hai apun Lyrics Chillar Party

04:17 0 Comments A+ a-



aa rela hai apun bole toh kaan khol ke sun - 2

mach mach nahi karne ka lafada nahin karne ka ka .... - 2
subah subah dhup mein bhajiya nahin talne ka
hata sawan ki ghata re hata sawan ki ghata
chal aa thopde ka candle jala - 2
aa rela hai apun bole toh kaan khol ke sun - 2

tension nahi lene ka tension khali dene ka ka ... - 2
khali phokat jo panga le use kharcha paani dene ka
dimaag ka dahi matt jama re - 2
chal baaju mein thumka laga
chal hawa aane de hawa aane de
aa rela hai apun bole toh kaan khol ke sun
aa rela hai apun bole toh sun